~HAZRAT SHAH NIYAZ~
Ishqat aanast kazd naam-o-nishaanam baqeestGar che faani shuda am zikr-o-bayaanam baqeest
Translation:
[Mere ishq ki Wajah se mera Naam-o-Nishaan baaqi Hai,Main Fana ho Gaya hooN Phir bhi mera Zikr-o-Bayaan baaqiHai]
Ishqat aanast kazd naam-o-nishaanam baqeest
Gar che faani shuda am zikr-o-bayaanam baqeest
[Mere ishq ki Wajah se mera Naam-o-Nishaan baaqi Hai,
Main Fana ho Gaya hooN Phir bhi mera Zikr-o-Bayaan baaqi
Hai]
Gauhar-e-hasti man gar che hubaab aasa hast,
Zaat-e-haq kaan man-o-bahr rawaanam baqeest;
[ Meri Hasti ka Moti Gar'che Hubab {bulbuley} ki Tarah Hai
Lekin ZAAT-E-HAQ Mera Kaan Hai Aur Main
Bathe Huey Samandar ki Tarah Zinda Hoon]
Mehfil-e-saghar-o-mai mutrib-o-nai aakhir gasht,
Mast-o-wajd-e-dil raqs kunaanam baqeest;
[ Saaghar, Sharaab, Mutrib aur Saaz ki mehfil khatam Ho Gai Hai,
Lekin Dil ki masti aur wajd ka Raqs Abhi Baaqi Hai]
Shola-e-noor-e-qidam bar-dil-e-tooram tabeed,
Su khatm khaak shudam sozish-e-jaanam baqeest;
[ Noor-e-Qidam Yaani Hamesha rahne waale Noor ka shola mere Dil ke Toor pe chamka,
Aur sab kuchh khatm-o-khaak ho gaya lekn Dil ka soz abhi baaqi Hai]
Gar na-ma nad-em dar-een dair che baqeest ‘Niyaz’,
Kaz azal ta-ba-abad jaan-e-jahaanam baqeest !!!
[Aye ‘Niyaz’ agar main is But'kade mein ma bhi Raha to kya Hua,
Azal se Abad tak mera Jaan-E-Jahaan mera Mahboob baaqi Rahega]
~HAZRAT SHAH NIYAZ~
Ishqat aanast kazd naam-o-nishaanam baqeest
Gar che faani shuda am zikr-o-bayaanam baqeest
[Mere ishq ki Wajah se mera Naam-o-Nishaan baaqi Hai,
Main Fana ho Gaya hooN Phir bhi mera Zikr-o-Bayaan baaqi
Hai]
Gauhar-e-hasti man gar che hubaab aasa hast,
Zaat-e-haq kaan man-o-bahr rawaanam baqeest;
Lekin ZAAT-E-HAQ Mera Kaan Hai Aur Main
Bathe Huey Samandar ki Tarah Zinda Hoon]
Mast-o-wajd-e-dil raqs kunaanam baqeest;
Lekin Dil ki masti aur wajd ka Raqs Abhi Baaqi Hai]
Su khatm khaak shudam sozish-e-jaanam baqeest;
Aur sab kuchh khatm-o-khaak ho gaya lekn Dil ka soz abhi baaqi Hai]
Kaz azal ta-ba-abad jaan-e-jahaanam baqeest !!!
Azal se Abad tak mera Jaan-E-Jahaan mera Mahboob baaqi Rahega]
~HAZRAT SHAH NIYAZ~
No comments:
Post a Comment